Sunday, May 15, 2005

Mufti's Aitraaf

Two days back when I started this book "Kahi Na Jaye" the first thing that struck me, was these forewords by Mufti himself.
Here, the "uch'chal" hes talking about is the ishq the real essence of life.
As he says it:

...
mujhey aitraaf hai k:


"dil ki baat jo ghut'tey gut'tey moa tak aaye, kahi na jaye"
....
lakin Mumtaaz Mufti jaisey takhliqkaar ko ab tak aatish-e-namrood ki bhatti se guzer jana chahiye tha.

tou aye sherminda sahil
uch'hal ker be-karaan hoja "_ _ _"

mujhey afsoas hai k mein apni ana ki sulgayee hoee bhatti se nikal na saka.
mujh mein uch'chal paida na ho saki k bekaraan hojata.

(_ Aitraaf , from Kahi Na Jaye by Mumtaz Mufti)


I just love the whole concept of being passionate enough to break the chains of ego, be thyself, n set the soul free.

No comments: