Sunday, April 03, 2005

ik dua, derd ki bhi

i was having some random thoughts, so just jotted them down... :)

"wo aisa soz jo de derd, phir dava bhi karey
wo aisa saaz, jo thamey, tou khamashee mein dhaley
*
wo aisa safr-e-natamman, jo rukey na baney
wo aisa dasht, jo guzrey tou saibaan utrey

*
wo aisa asr ho, k khud se be-aser ker de
wo aisa sehr, jo tootey tou moujaza nikley"
_flick_

4 comments:

Mohib said...

Some thoughts we have here.

waah waah !!

Hope to read more of you.

The Lil fairy & her angel friends said...

kon sey dukh ki baat kerain..
tum tu bus ik hi dukh poochtay ho..
kon sey dukh ki karein baat zara yeh tu batao...
mosamon sard hawaon ka dukh...
ya bheegti barsat mein tanhai ka dukh...
sang key shehar mein khud dukh sey shanasai ka dukh..
koi kab humain chor gaya kon sey harjai ka dukh..
tum tu bus ik hi dukh poochtay ho..
kon sey dukh ki karein baat zara yeh tu batao!!!

flick said...

wow! thats grt unaiza. kis ka kalaam hai?
vesey passion derd hi hai, aur apney alfaaz mein mein ney is derd ki khushi hi maanga hai :D,